Posts

JUST WANNA TO SAY SOMETHING

Image
  Kisse kahu . kyo kahu Ha mujhe dard hai Seene me mere tera hi aksh hai Ye bta tu muje ye kesa arj hai Lipti hui kirno ko kyo itna chipna hota hai    badal ke aagosh me kyo aarju ko mutmyin hona pdta hai   Kuch kahne ke liye smjhne ke liye hme kyu ahtiyat bartna pdta hai   Jane anjane me kitna kuch khona padta hai   Kese kahu kisse kahu ha mujhe dard hai   Pao ki bediya aaj gujarish si hai   Hatho ki lkire aaj rusvai si hai   Aaj nigaho me bhi beimani si hai   Fsa hua afsane me koi bashinda   Dar dar ki thokar khane ke liye aatur sa hai .   Mahroom galtiyo ko jhupane ka iljam in par hai   Bandgi ke es jeevn ka karz un par hai   Vo roto ko hsa de aesa dabdba unka hai   Hjar khwasiye aesi jisme daman lahu ko chume    , rom rom ke sagar ko dard se bhi koi tode .    Aaj lfjo me ahtiyat bartna chahta hu    kuch kahna chahta hu kuch btana hu

TUM HO TO ME HU

 Tujhe agosh me leke  baho me chupa lu Ud ke tujhe sagar me ghuma Teri jhimil aankho me doob jau Tujhme  khud ko dekhu or kho jau Tu meri hmnva tu mera hmsafar Tu hi dilbar tu hi sathi Tu hi mobbat tu hi sanjidgi Ahasa tera ruh ho ruhani kar gya.  Jab mila sath tera to lahu ko gada  kar gya Teri aadat ko apna manjar bnau Tujh par hi shuru Tujh par hi khatam ho jau Es Milan ki bela ko aaj me  yadgar bnau  tujhe chum lu or apni rani bnau Mere jism ko aaj aesa sehla tu ki ROM ROM me tera hi ashk dikhe tere badan ko itna pyar du me ki meri khushbu tere jism me khoon jesi doode Tumhare ishak hm par mahroom ho gya Jab dil juda tumse To khoon bhi  maksood ho gya Mulakat halat  ko jva  kregi Baju ki bediya Lhu ko chumegi Dilo ki dhadkan  sanso ko rokegi Jab  chram hoga mobbat ka To aftab ki roshni me chadni brsegi Hm juda hokar bhi jude  hote hai fek sirf itna hai ki tum ahsas me thoodti ho or hm  ROM me khoye rakhte hai Har gujrte lmhe me tum har aate huye pal me tum ho Tum ho to ahsas hai

Dard ke panne Season I (Sad songs)

Dard ke panne Season I  (Sad songs)     Masumiyat ye chehre hai mujhe tum bhulao na Kah diya jo mene use   tum bhula do na Bekarari hai   tujhse yari hai ji na skunga tere bina O mere hmnva   tujhse kya ab chupa Ji na skunga tere bina …..   Dard hai aanshu bhi hai tu bhi to dil me   hai chhupa Khta hu   manta hu   mere siva tera kon hai yha ……   Rimjhim si barish me ye barkha ka   pani Chhate ke neeche ki vo   hmari khnai Bhool paogi tum   kese mere dil ki rani Rato ki bato me   tera muskurana Tera shrmana   mera tujhe manna Yad aata ye bhool jata   hai ye Es kadar tum hme tadpaogi Socha na tum hme u yada aaogi ……..   Masumiyat ye chehre hai mujhe tum bhulao na Kah diya jo mene use   tum bhula do na Bekarari hai   tujhse yari hai ji na skunga tere bina O mere hmnva   t

Ishak andaj e najrana

Ishak  Andaj e najrana  Ishak andaj e najrana  Kisi ki Khushi ke liye us ki Khushi me shrik hona . Kisi ki Khushi ke liye uski khusi banna . Kisi  ko khush krne ke liye use Khushi Dena . Ishak andaj hai e najarana  Har masum sunahe har spane lubhane hasta rota hu me akele najre chupa ke ... Aankho me aaj kuch or hi chmak rahti hai  Jab najre chhuki ho  tere samne  to bas Teri hi chlti hai  Din rat uhi kat Jate hai aapki sath me  or jab jati ho chhor kar  Tu ruswaiya aati hai ..... Ishak andaj e najrana  Vo din hi kuch or the   jab ham ek dusre me khoye the jra si taklif me rote bilkhte the  Sath aaj  hokar bhi dard sahte hai  Khte hai ki Kisi ki takat banna use pyar kahte hai  Kahte hai ki Kisi ke Khushi ke liye apni Khushi mar Dena use pyar khte hai   Lekin meri khta kya hui Jo rooth gye vo mujhse  Hmne to sirf itna chaha ki hmari peche hmara pyar ho hme savarne ke liye  Hm jab toote bikhre or thak Jaye duniya se  To pyar ki god me aakar so Jaye  Usi baho me sm

Ray of new Image - Kiran

Kisi ke pegam ke aane ki kiran  Kisi ke Jane ke bad lout kar aane ki kiran Kisi ke najro me  ijjat/smman  ki kiran Kisi ke hone me mhfooz hone ki kiran Kisi ke salam ki kiran kisi ke duao me kiran Kisi se sunne ki kiran kisi ko sunane ki kiran Kisi ko btane ki kiran kisi ko jtane  ki kiran Sanjh ko udti pavan me kiran Badalo ke beech jhupte suraj ki kiran Rat ko chandni ki kiran subh aapke muskurane ki kiran Shma jle to prem ki kiran Dhwesh ho to klesh ki kiran Taklif me ho to ummed kiran Jmmen me ho  udne ki kiran Akele ho   to judne ki kiran Kisi ki yado ki kiran kisi ke bgavat ki kiran kisi ke sifarish ki kiran Kisi ki gujarish ki kiran Kisi ke dewangi ki kiran Kisi ke  pagalpan ki kiran Kiran sirf kiran ......... Umeed har kisi se nhi bandhti Rista har kisi se nhi judta Ujale hone  ke  liye sirf ek kiran kafi hoti hai Baki kam to apne aap mukkamal ho jata hai Jate  jate  kiran bhi gahraiya.  Chhod jati hai Andhere  se ldn

Depert

                                                         Depert Ek rang ki chah  thi Ek daman ki chhav thi Khusub mitti ki Mere mathe ki shan thi Ek armano ki sham thi Ek riste ki sougat thi Door man mera  dol gya Jab khabar aayi ki vo gujar gya HVA ka rukh bhi badal  gya Na Jane vakat kyu ther  gya Tirnge ke liye fir ek jvan shhid ho gya Kyu kisi ke mathe ki bindiya ujad gyi  kyu kisi bahan se uska bhai chhot gya  kyu ma ke  keleje ka tudka aaj tirnge ke kafan me so gya Kyu pita ka shara  unhe chhod gya Aankhe nam hui seena chhoda  hua Desh ke liye aaj fir ek Javan bharat mata ki god me so gya Ye nihrate  nojvano Naman kro unhe Jo tumhe aajadi dete hai Apni jindi  tumhare jeevan ko surchhit  krne ke liye smarpit karte Hai

Dark Chocolate

Image
    ~     ~     Dark Chocolate  ~ ~ Udas  chehre dil ke hal bya krte hai katilana hoti hai najre jinke dil me raj jhupe hote hai  hmraj hote  hai kuch log jinke mijaj aese hote hai prvane hote hai vo jinke andaj aese hote hai kambakhat hme bhi  koi bta ki ikrar kese hota hai  bahe felaye bethe hai  ab intejar  nhi hota hai  ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ aashu bhi piye moti bhi bahe khayabo ki doli bhi saji shama ko gulshan karne ke lut bhi gye luta bhi liye gye  intejar ahsas ka nhi ijhar ha  hai  bebsi ka ye aalm ab frman sa hai  kuch bato ko dil se nikal jba me la do tum   ye sma ko aaj hi kyamat bna do  tum itni der na kro  ab  sabr  ka imtehan sa hai bahe felaye bethe hai ab intejar nhi hota hai  ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~~ ~~ ~~ ~~ ~~~ ~~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~~ khate hai jha me  kisi na kisi ke liye apna koi bnaya hoga  kaynat  ne poori shiddt  se